blogger counter

Wednesday, July 11, 2007

मैं यहाँ तू वहाँ जिन्दगी हैं कहॉ
तू ही तू हैं सनम देखता हुईं जहाँ
नींद आती नहीं याद जाती नहीं

वक़्त जैसे ठेहर गया हैं यहीं हर तरफ़ एकअजब उदासी है
बेकरारी का ऐसा आलम हैं जिस्म तनहा है रूह प्यासी है


तेरी सूरत अब एक पल क्यों नज़र से हटती नहीं
रात दिन तो कट जाते है उम्र तनहा कटती नहीं
चाह के भी ना कुछ कह सकूं तुझसे मैं दर्द कैसे करूं मैं बयां


जब कहीँ भी आहट हुई यूं लगा कि तू आ गया
खूशबू के झोंको कि तरह मेरी साँसे महका गया
एक वो दौर था हम सदा पास थे , अब तो हें फासले दरमियाँ

बीती बातें याद आतीं हें जब अकेला होता हूँ मैं
बोलतीं हें खामोशियाँ , सबसे छुप के रोता हू मैं
एक अरसा हुआ मुस्कुराये हुये आसुओं से भरी दास्ताँ

main yahan tu wahan zindagi hain kahan
tu hi tu hain sanam dekhta huin jahan
neend aati nahin yaad jati nahin

waqt jaise thar gaya hain yahin har taraf ek ajab udasi hain
bekarari ka aisa alam hain jism tanha hain ruh pyasi hain

teri soorat ab ek pal kyun nazar se hatti nahin
raat din to kat jaate hain umra tanha katti nahin
chah ke bhi na kuch kah sako tujhse main dard kaise karoon bayaan


jab kahin bhi aahat huyi yun laga ki tu aa gaya
khushboo ke jhonkon ki tarah meri saanse mahka gaya
ek woh daur tha hum sadaa paas the ab to hain faasle darmiyan

beeti baatein yaad aati hain jab akela hota hun main
bolteen hain khamoshiyan sabse chup ke rota hun main
ek arsa hua muskraye huye aasuon se bhari dastan

No comments: