blogger counter

Wednesday, May 2, 2007

Ajnabi shahar hai

अजनबी शहर है
अजनबी शाम है
ज़िंदगी अजनबी,
क्या तेरा नाम है

अजीब है ये ज़िंदगी ये ज़िंदगी अजीब है
ये मिलती है बिछाड्ती है बिछड़ के फिर से मिलती है

अजनबी शहर है
अजनबी शाम है


आप के बग़ैर भी हमें
मीठी लगे उदासियाँ
क्या ये आपका, आपका कमाल है
शायद आपको ख़बर नहीं
हिल रही है पाओं की ज़मीन
क्या ये आपका, आपका ख़याल है

अजनबी शहर में ज़िंदगी मिल गई..
अजीब है ये ज़िंदगी ये ज़िंदगी अजीब है
मैं समझा था क़रीब है ये और का नसीब है

अजनबी शहर है
अजनबी शाम है

बात है ये इक रात की
आप बादलों पे लेटे थे
ह्म वो याद है आपने बुलाया था
सर्दी लग रही थी आपको
पतली चाँदनी लपेटे थे
और शाल में ख्वाब के सुलाया था
अजनबी ही सही साँस में सिल गई
अजीब है ये ज़िंदगी ये ज़िंदगी अजीब है
मेरी नहीं ये ज़िंदगी राक़ीब का नसीब है

ajnabi shahar hai..

ajnabi sham hai..

zindagi ajnabee,

kya tera naam hai..



ajeeb hai ye zindagi ye zindagi ajeeb hai

ye milti hai bichadti hai bichad ke fir se milti hai..



ajnabi shahar hai

ajnabi sham hai..





aap ke bagair bhi hamein

meethi lage udasiyaan

kya ye aapka, aapka kamaal hai

shaayad aapko khabar nahin

hil rahi hai paon ki zameen

kya ye aapka, aapka khayal hai



ajnabi shahar mein zindagi mil gai..

ajeeb hai ye zindagi ye zindagi ajeeb hai

main samjha tha kareeb hai ye aur ka naseeb hai



ajnabee shahar hai

ajnabee sham hai..



baat hai ye ik raat ki

aap baadlon pe le tethe the

hm wo yaad hai aapne bulaya tha

sardi lag rahi thi aapko

patli chandni lapete the

aur shaal mein khwab ke sulaya tha

ajnabee hi sahi saans mein sil gai

ajeeb hai ye zindagi ye zindagi ajeeb hai

meri nahin ye zindagi raqeeb ka naseeb hai

No comments: