blogger counter

Sunday, June 10, 2007

दर्द में भी ये लब मुस्कुरा जाते हैं


दर्द में भी ये लब मुस्कुरा जाते हैं
बीते लम्हे हमें जब भी याद आते हैं

तेरे आगोश में दिन थे मेरे कटे.
तेरी बाहों में मेरी रातें कटीं
आज भी जब वो पल मुझको याद आते हैं
दिल से सारे गामों को भुला जाते हैं
दर्द में भी ये लब मुस्कुरा जाते हैं
बीते लम्हे हमें जब भी याद आते हैं

मेरे काँधे पर सिर को झुकाना तेरा...
मेरे सीने में ख़ुद को छुपाना तेरा.. ...
आके मेरी पनाहों में शामो सेहर काँच की तरह वो टूट जाना तेरा..
आज भी जब वो मंज़र नज़र आते हैं
दिल की वीरानियों को मिटा जाते हैं


दर्द में भी ये लब मुस्कुरा जाते हैं
बीते लम्हे हूमें जब भी याद आते हैं


dard mein bhi ye lab muskura jate hain
beete lamhe hamein jab bhi yaad aate hain

tere aagosh mein din the mere kate.
teri baahon mein meri raatein kateen
aaj bhi jab wo pal mujhko yaad ate hain
dil se sare gamon ko bhula jaate hain
dard mein bhi ye lab muskura jate hain
beete lamhe hamein jab bhi yaad aate hain

mere kaandhe par sir ko jhukaana tera...
mere seene mein khud ko chupana tera.. ...
aake meri panaahon mein shamo sehar kaanch ki tarah wo toot jana tera..
aaj bhi jab wo manzar nazar aate hain
dil ki veeraniyon ko mita jaate hain


dard mein bhi ye lab muskura jaate hain
beete lamhe humein jab bhi yaad aate hain..

No comments: