blogger counter

Monday, September 10, 2007

पूछे जो कोई मेरी निशानी

पूछे जो कोई मेरी निशानी
रंग हिना लिखना
गोरे बदन पे
उंगली से मेरा
नाम अदा लिखना

कभी कभी आस पास चांद रहता है
कभी कभी आस पास शाम रहती है..
आओ ना आओ ना..
झेलम में बह लेंगे..
वादी के मौसम भी
इक दिन तो बदलेंगे
कभी कभी आस पास चांद रहता है
कभी कभी आस पास शाम रहती है..

आऊं तोः सुबह
जाऊं तोः मेरा नाम सबा लिखना
बर्फ पड़े तो बर्फ पे मेरा नाम दुआ लिखना
ज़रा ज़रा आग वाग पास रहती है


कभी कभी आस पास चांद रहता है
कभी कभी आस पास शाम रहती है..

शामें बुझाने आती हैं रातें
रातें बुझाने, तुम आ गए हो..

जब तुम हँसते हो
दिन हो जाता है॥
तुम गले लगो तो
दिन सो जता है
डोली उठाये आएगा दिन तो
पास बिठा लेना
कल जो मिले तो माथे पे मेरे सूरज उगा देना

ज़रा ज़रा आस पास धुंध रहेगी
ज़रा ज़रा आस पास रंग रहेंगे॥

पूछे जो कोई मेरी निशानी
रंग हिना लिखना
गोरे बदन पे
उंगली से मेरा
नाम अदा लिखना

कभी कभी आस पास चांद रहता है
कभी कभी आस पास शाम रहती है..

poochhe jo koi meri nishaani
rang hina likhna
gore badan pe
ungali se mera
naam adaa likhna

kabhi kabhi aas paas chaand rehta hai
kabhi kabhi aas paas sham rehti hai..
aao na aao na..
jhelam mein beh lenge..
vaadee ke mausam bhee
ik din to badlenge
kabhi kabhi aas paas chaand rehta hai
kabhi kabhi aas paas sham rehti hai..

aaun toh subah
jaaun toh mera naam sabaa likhna
barf pade to barf pe mera naam dua likhna
zara zaraa aag vaag paas rehti hai


kabhi kabhi aas paas chaand rehta hai
kabhi kabhi aas paas sham rehti hai..

shaamein bujhane aatee hain raatein
raatein bujhane, tum aa gaye ho..

jab tum hanste ho
din ho jata hai..
tum gale lago to
din so jata hai
doli uthaye aaega din to
paas bitha lena
kal jo mile toh maathe pe mere suraj uga dena..

zara zara aas paas dhundh rahegi
zara zara aas paas rang rahenge...

poochhe jo koi meri nishaani
rang hina likhna
gore badan pe
ungali se mera
naam adaa likhna
kabhi kabhi aas paas chaand rehta hai
kabhi kabhi aas paas sham rehti hai..
kabhi kabhi aas paas chaand rehta hai
kabhi kabhi aas paas sham rehti hai..

2 comments:

Anonymous said...

tuneful.blogspot.com is very informative. The article is very professionally written. I enjoy reading tuneful.blogspot.com every day.
calgary payday loan
canada payday loans

KN said...

One of the few sites with correct lyrics.