blogger counter

Monday, September 24, 2007

दिल में मेरे है दर्द-ए-डिस्को

दिल में मेरे है दर्द-ए-डिस्को

वोह हसीना वोह नीलम परी
कर गई कैसी जादूगरी
नींद इन आंखों से छीन ली है
दिल में बेचैनियाँ हैं भरी

मैं बेचारा हूँ आवारा भोला समझाऊं मैं ये अब किस किस को

dil mein mere hai dard e disco
dil mein mere hai dard e disco
dil mein mere hai dard e disco



बदले गुल भी गुलपोशियों का मौसम था
हम पर कभी सरगोशियों का मौसम था
कैसा जूनून ख्वाबों कि अंजुमन में था
क्या मैं कहूं क्या मेरे बांकपन में था
रंजिश में चला था फव्वारा
फूटा जो ख़्वाब का गुब्बारा
तो फिर ता हूँ मैं london paris new york LA san fransisco

दिल में मेरे है दर्द ए डिस्को
दिल में मेरे है दर्द ए डिस्को
दिल में मेरे है दर्द ए डिस्को

लम्हा लम्हा अरमानों की फरमाइश थी
लम्हा लम्हा जुर्रत की आज़माइश थी
अब्रे करम घिर घिरके मुझपे बरसा था
अब्रे करम बरसा तो तब मैं तरसा था
फिर तू ना हुआ मंज़र मेरा
वो मेरा सनम दिलबर मेरा
दिल तोड़ गया मुझे छोड़ गया वो पिछले महिने की छब्बीस को

दिल में मेरे है दर्द ए डिस्को
दिल में मेरे है दर्द ए डिस्को
दिल में मेरे है दर्द ए डिस्को




dil mein mere hai dard-e-disco

woh haseena woh neelam pari
kar gai kaisi jadugari
nind in aankhon se chheen li
hai
dil mein bechainiyaan hain bhari

main bechara hoon awaara bhola samjhaun main ye ab kis kis ko

dil mein mere hai dard e disco
dil mein mere hai dard e disco
dil mein mere hai dard e disco



badle gul bhi gulposhiyon ka mausam tha
hum par kabhi sargoshiyon ka mausam tha
kaisa junoon khwabon ki anjuman mein tha
kya main kahoon kya mere baankpan mein tha
ranjish mein chala tha favvara
foota jo khwaab ka gubbara
to fir ta hoon main london paris new york LA san fransisco

dil mein mere hai dard e disco
dil mein mere hai dard e disco
dil mein mere hai dard e disco

lamha lamha armaanon ki farmaish thi
lamha lamha jurrat ki aazmaish thi
abre karam ghir ghirke mujhpe pbarsa tha
abre karam barsa to tab main tarsa tha
fir tu na hua manzar mera
woh mera sanam dilbar mera
dil tod gaya mujhe chhod gaya woh pichhle mahine ki chhabbis ko

dil mein mere hai dard e disco
dil mein mere hai dard e disco
dil mein mere hai dard e disco

No comments: