blogger counter

Thursday, May 23, 2013

Sun raha hai na tu.. Aashiqui 2


apne karam ki kar ataaein..

yaaraa..
yaraa..
yaraa..

mujhko irade de
kasmein de vaade de
meri duaon ke isharon ko sahare de

dil ko thikane de
naye bahane de
khabon ki barishon ko mausam ke paimane de

apne karam ki kar ataein.
kar idhar bhi tu nigaahein

sun raha hai na tu..
ro raha hoon main..
sun raha hai na tu..
kyun ro raha hoon main..

sun raha hai na tu..
ro raha hoon main..
sun raha hai na tu..
kyun ro raha hoon main..


manzilein ruswa hain..
khoya hai raasta..
aaye le jaaye..
itni se ilteja

ye meri zamanat hai
tu meri amanat hai..

apne karam ki kar ataaein..
kar de idhar bhi tu nigaahein
sun raha hai na tu..
ro raha hoon main..
sun raha hai na tu..
kyun ro raha hoon main..


waqt bhi thehra hai..
kaise kyun ye hua..
kash tu aise aaye..
jaise koi dua..
tu rooh ki raahat hai..
tu meri ibaadat hai..

apne karam ki kar ataaein
kar de idhar bhi tu nigahein..

sun raha hai na tu..
ro raha hoon main
sun raha hai na tu..
kyun ro raha hoon main..

sun raha hai na tu..
ro raha hoon main..
sun raha hai na tu..
kyun ro raha hoon main..

yaraa....



Song: SUNN RAHA HAI
Singer: ANKIT TIWARI
Music Director: ANKIT TIWARI
Assistant Mix Engineer - MICHAEL EDWIN PILLAI
Mixed and Mastered by ERIC PILLAI (FUTURE SOUND OF BOMBAY)
Lyrics:SANDEEP NATH
Movie: AASHIQUI 2
Producer: BHUSHAN KUMAR KRISHAN KUAMR Producer: MUKESH BHATT 
Director: MOHIT SURI
Music Label: T-SERIES

No comments: